Doston Aaj Ham baat karenge benefits of aloevera and aloe vera juice benefits yani ki aloevera Se Hamare Sharir ko kya kya fayde Hote Hain Ki yadi aap aloevera ka upyog rojana karen to aapke skin hair aur aur aapki body per iska kya effect dekhne ko milega yahi sab chijen aaj ki post Mein ham janenge Ki Aakhir aloevera ke upyog Se Hamare ko kaun kaun se benefits Pradhan Hote Hain. Jo log yah Nahin Jante Hain Ki aloe vera Hamare Sharir ko kya kya fayde nuksan pahunch jata hai vah Log bhi aaj Jaan Se Karenge ki Hamare Sharir ko aloe vera ke a upyog se a kis Prakar benefit Milta Hai.
Aloe vera K Fayde
Doston aloe vera Ek Chhota Sa katila paudha Hota Hai Jiski pattiyon Mein dher Sara taral padarth Bhara Hua Hota Hai. Ismein Kai Prakar ke protein aur vitamin Paya Jaate Hain isliye yah Hamare Sharir ke liye bahut faydemand Hota Hai. Aloe vera aushdhiy gun Se bharpur Hota Hai aloevera ka niyamit Roop se upyog Karke aap fit Reh sakte hain. Aaiye Jante Hain Ki aloe vera se kya kya fayde Hote Hain aur Kis Tarah Hamari body ko yah Labh pradan karta hai.
Aloevera Hamare Sharir mein Khoon Ki probem se bachne ki takat badata h. Aloevera Hamare Sharir ke andruni Safai karta hai aur Sharir Ko Rog se Mukt rakhne Mein madad karta hai. Aloe vera Hamare Sharir ke nus nadiyon Ki Safai karta hai. Yadi ham rojana aloevera ka Sevan Karenge to isase hamare Sharir ki Sabhi Nashe activate rahte hain yani ki Sabhi Nashe kam Karte Hain jisse Ki Hamare Sharir mein kisi bhi Prakar ke samsya ka Samna nahin karna padta hai aur Hamara Sharir healthy rahata hai per doston yadi aap apne Sharir ka acche se Khyal Rakhna Chahte Hain to Aaj Jo Main effects main aapko batane ja raha hun Usko acche se a Jaane.
Doston Agar aapke balon mein rukhapan ya FIR darte Hain To aap ine sab se chutkara pane ke liye aloevera ka upyog kar sakte hain Kyunki aloevera Mein vah Sabhi Poshak Tatv Hote Hain jisse Ki Hamare balon ki ki majbooti badhate Hain aur isase Hamare hair fall Ki samasya Bhi Na ke barabar Ho Jaati Hai To Yadi jinbi Logon Ko hair fall ki samasya Adhik hai unhen apne balon mein aloe vera Lagana chahie aur use 25 se 30 minut ke liye lagakar rakhen aur uske bad use Dhole. Main aapko ek baat guarantee ke sath Kaise sakta hun ki yadi aap ise Hafte mein teen bar Apne balon Mein Lagate Hain To isase 90% hair fall ki samasya kam ho jayegi.
Aloevera ka juice Peene se tavcha ki nami barkarar rahte hain yadi aapke face per ya FIR aapke skin par rukhapan rahata hai to aap aloevera ke juice ka Sevan Karen ise aap Din Mein Ek Bar Ya Do Bar hi Pee sakte hain Kyunki aapko bhi Pata Hai avashyakta se Adhik koi bhi chij Hamen nuksan pahuncha sakti hai Chahe vah Kitni bhi acchi Kyon Na Ho To isliye Jitna ho sake aapko utna hi juice Pina Hai Jitna ki aapke Sharir ki capacity hai isliye Jin bhi Logon Ko skin ki problem rahti hai ya FIR rukhapan rahata hai unhen aloevera ke juice ka Sevan karna chahie.
Doston agar aap ke Chehre per kil muhase rahte hain ya FIR Bar Bar aapke Chehre per pimple Hote rahte hain to bhi aap aloevera ke juice ka Sevan kar sakte hain Kyunki aapko bhi pata hai ya FIR Nahin pata hai to aap Jaan Lekar pimples ya FIR jo bhi kil muhase se Hamare Sharir per hote hain vah Keval Hamare Khoon K saaf na hone ki vajah se Hote Hain aur agar aap rojana aloevera ke juice ka Sevan Karenge to isase Aapka Khoon saaf hoga aur aur aapke Chehre per kil muhase bhi kam Honge to isliye Ye Jo Bhi log kil muhaso ki samasya se jujh rahe hain ya FIR Jinke Chehre per pimples Adhik Hote Hain unhen Ek Bar aloevera ke juice ka Sevan Jarur Karke dekhna chahie.
Doston Agar aapke jodon Mein Dard rahata Hai Ya FIR aapke urine mein kisi Prakar ki koi samasya rehti hai ya FIR Aap Ke Sar Mein Dard rahata hai to aap aloevera ka Sevan Jarur Karen Kyunki aloevera Hamare Sharir mein Jo Bhi Vishal padarth Hote Hain yani ki jobhi harmful chijen Hamare Sharir Mein hoti hain UN Sab Ko bahar nikal deta hai To isliye Jin bhi Logon Ko jodon Mein Dard rahata Hai Ya FIR Kisi Prakar ke urine sambandhi problem hai to unhen Aloe Vera ka Sevan karna chahie.
Doston ke Mano vaigyanikon ka yah bhi Manana Hai Ki aloevera ka rojana Sevan karne se aapki aayu bhi badhati hai yani ki aap Adhik age Tak Jinda rahte hain Kyunki ismein vah Sabhi Prakar ke Poshak tatva aur protein Paye Jaate Hain Jo Hamare Sharir ke liye labhdayak Hote Hain aur Hamare Sharir Mein Rog pratirodhak kshamta bhi badhate hain jisse ki Hamare Sharir par hone wale bacteria attack ya FIR Jo harmful tatva Hamare Sharir Mein bante Hain UN Sab Ko bahar nikalne Mein yah bahut jyada faydemand Hota Hai. Doston Agar aapko aaj ki post Hamari acchi lagi ho to aap apne doston aur family member ke sath share Jarur Karen.
benefits of aloe vera || aloe vera juice benefits
Thank You