Doston Apne Surya Namaskar ke bare mein Jarur Suna hoga Lekin jyadatar log Aise Bhi Hain Jo ki Surya Namaskar ke bare mein main bilkul Bhi Nahin Jante Hain. Surya Namaskar Ek Prakar ka Yog Aasan hi hota hai Jise karne se a Hamare Sharir ko Kai Prakar ke fayde Hote Hain. Doston Surya Namaskar ko ham Kahin Bhi Kabhi Bhi kar sakte hain iska koi bhi side effect Nahin Hota Hai balki jitne Jyada der ham Surya Namaskar Karte Hain Hamari body ko utna hi jyada fayda pahunchta hai. Doston Aaj ham benefits of Surya Namaskar yani ki Surya Namaskar se hone wale a fayde ke bare mein janenge Ki Aakhir Surya Namaskar karne se a Hamare Sharir ko kaun kaun se Labh Hote Hain. Doston Surya Namaskar ko karne mein aapko koi bhi jaati ya FIR Dharm Ki avashyakta Nahin Hai ki aap Agar use jaati Ke Hain Tu Hi Surya Namaskar kar sakte hain aap Chahe Koi Bhi jaati biradari se hun aap Sabhi Surya Namaskar kar sakte hain.
Benefits of Surya Namaskar
Doston Surya Namaskar ke Ek Chakkar Mein aap 12 Tarik ki exercise Karte Hain. Doston Surya Namaskar Bhi Ek Prakar ki exercise hi hai jisse ki aapke haddiyan majbut hoti hain aur jo bhi aapki Kamar ya FIR Pairon Mein Dard rehta hai vah Surya Namaskar karne se Dur ho jata hai to doston rojana Subah 5 SE 7 minute Surya Namaskar Jarur karna chahie Kyunki isase aapko vah fayde Honge Jinke bare mein aap kabhi Soch Bhi Nahin Sakte yadi aap rojana Surya Namaskar Karte Hain To aapki haddiyan majbut rahenge aur aapko Aage chal kar Kisi Prakar ki koi pareshani ka Samna nahin karna padega.
doston jyadatar Logon Ko aapane Dekha Hoga Ki wo budhape mein Thoda Jhuk se Jaate Hain aur unke ghutnon mein bhi Dard rehta hai yadi doston aap ine sab se chhutkara chahte hain ya FIR aap Chahte Hain ki aap ko Aage chal kar ine Sab samasyaon Ka Samna Na Karna Pade to aapko rojana 5 se 10 minut Surya Namaskar Jarur karna chahie isase aapke Sharir ki jo haddiyan jakdi Hui hain ya FIR Jo Jaam Ho chuke hain vah khul jaenge aur aapke Sharir ki jo bhi manspeshiyon slow kam Karte Hain vah bhi kam karne lagenge aur aapka cardio majbut ho jaega jisse ki aapko budhape Mein ine Sab samasyaon Ka Samna nahin karna padega.
Yadi doston aap office mein kam Karte Hain aur jyadatar Samay chair par baith kar hi batate hain tu bhi aapko rojana Surya Namaskar karna chahie Kyunki agar aap jyadatar Samay chair par baithe rahenge Tu Iss aapki manspeshiyon Mein akdan aa Jayegi aur isase aapki body mein Main Dard hone lagega aur yadi aap 5 SE 7 minute rojana Karenge to isase aapki maspeshiya khul jaenge aur Jaisa ki ki maine aapko bataya ki Surya Namaskar karne mein 12 Prakar ke exercise Aate Hain jisse Ki ki aapki jo bhi maspeshiya ya FIR aapke Sharir mein jo FIR akdan hai vah Dur ho jayegi jisse ki aap ke jodon Mein Dard ya FIR Kamar Mein Dard Rehta Hai ine Sab samasyaon Ka Samna aapko nahin karna padega.
Yadi doston aapke jodon Mein Dard rahata Hai ya FIR aapko uthne baithane mein dikkat hoti hai ya FIR aapke jodon Mein Dard rahata Hai to aapko Surya Namaskar Jarur karna chahie Kyunki ki Surya Namaskar karne se aapko Kai Prakar ke benefits Jaane Ke Surya Namaskar se hone wale Labh Shayad Jinke bare mein aap Jante bhi nahin Honge vah Sab aapko prapt Honge to isliye aapko rojana 5 SE 7 minut ke liye Surya Namaskar karna chahie Aisa karne se aapke a body Mein Jo Bhi pain Hoga yani ki a aapke jodon ka dard ya FIR Kamar ka dard Jis bhi Prakar ka dard aapke Sharir mein rahata hai vah Sabhi Surya Namaskar Karne Se Dur ho jaega.
Agar aapko bavasir Ki Bimari hai Chahe Kitna bhi purana Kyon Nahin Ho usse aapko chutkara dilane mein Main Surya Namaskar bahut jyada labhkari h. Bahut se experts Ka ye Manana Hai Ki Surya Namaskar karne se bawaseer ki samasya se chutkara Mil Jata Hai Chahe Kitna bhi purana bavasir Kyon Na Ho To isliye doston Jis bhi aadami ko bawaseer ki samasya hai use rojana Surya Namaskar karna chahie Kyunki yah Ek Aisa gharelu upay Hain Jise karne se aap Itni Badi Bimari se chutkara Pa sakte hain.
Agar aapko pure din bhar sunapan mahsus Hota Hai ya FIR aapko aisa lagta hai ki aapki body Sunn ho chuki hai jisse ki aapka pura din alasya se bhara rahata hai to doston Aisi sthiti mein aap rojana Surya Namaskar kar sakte hain Kyunki isase Hamara Sharir tajgi mahsus karta hai aur jo bhi exercise Ham Karte Hain usse Hamare Sharir ka sunapan Dur ho jata hai to isliye doston aapko Surya Namaskar Jarur karna chahie. Doston Agar Aaj aaj ki yah Jankari aapko acchi lagi ho to aap ise Apne doston aur family ke sabhi member yani ki sabhi sadasyon ko share Jarur Karen.
Benefits of Surya Namaskar || सूर्य नमस्कार से होने वाले लाभ
Thank You