diabetes symptoms || signs of diabetes || diabetes symptoms in hindi

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now
diabetes symptoms Aaj Ham Charcha Karenge Kuchh 4-5 lakshanan jo ki agar Sharir Mein Najar Aate Hain ye Diabetes symptoms kahlate Hain Yadi ye aapke Sharir mein Paye Jaate Hain To Sambhavna Hai ki aapko bhi diabetes Ki samasya hai.
Aapke Sharir Mein sugar ka level Bada Hua Hai To yah Jaruri nahin hai ki aap ko diabetes Ho Lekin Agar Ek level ke bad Agar aapka sugar level Adhik Matra Mein badh Jata Hai To to Iske Trance Adhik Ho Jaate Hain Ki aapko bhi diabetes ki samasya ho sakti hai Isliye Agar aapko pahle hi lag raha hai ki aap ke Sharir Mein sugar ka level Badh Raha hai to aap Iske jaanch kara le.

 diabetes symptoms in Hindi 

1.Doston diabetes symptoms Mein sabse pahle Aata Hai toilet Ka bar bar Aana Agar aapko baar baar  peshab a raha hai Aur Bar Bar aap sochalay ja rahe hain to aapko diabetes ke samasya ho sakte hain Kyunki Jab Bhi Hamare Sharir Mein excess glucose ki Matra badhati hai To Hamari Kidni Bar Bar use bahar nikalne ki koshish Karte Hain ISI ki vajah se Sharir Mein urine ki Matra Adhik badh Jaati Hai.
2.Doston dusra Lakshan yah hai ki agar Ham Bar Bar toilet karne Jaate Hain to hamare Sharir Mein Pani Ki Kami Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamen Py Jiski vajah se Hamen Pyas bhi Adhik Matra Mein Lagte Hain Aur Hamare Sharir ko Pani ki avashyakta Adhik hoti hai to Pyas lgna bhi  diabetes symptoms Mein aata hai. 
3.Doston diabetes ka Teesra Lakshan Hai yadi aap ka Achanak se weight loss ho jata hai ya FIR aap Dheere Dheere patale hone Lagte Hain tab bhi aapko diabetes ki samasya ho sakti hai Kyunki yah bhi diabetes symptoms ke andar Aata Hai To uske liye achha Yahi hoga Ki Agar aapko bhi  yah Samachar hai  to aap doctor se a baat kr kar Iske jaanch karwa sakte hain Kyunki Achanak se  weight loss Hona bhi diabetes symptoms Mein Aata Hai.
4.Yadi aapko  baar baar Bhookh lag rahi hai To Bhi aapko  diabetes ki samasya ho sakti hai vaise to baar baar baat karna sehat ke liye achha Mana Jata Hai Lekin Agar bhook Had Se Jyada badh To ye ek diabetes symptoms Mein Aata Hai.
5.Doston iska Agla Lakshan  yah hai ki agar aapke pair ke talvo mein Baar Baar sunapan mahsus ho raha hai ya Fir pair Suja Suja lag rahe hain to yah bhi diabetes symptoms Ki Nishani hoti hai Kyunki ki high blood sugar Hamare Sharir ki manspeshiyon ko nuksan pahunch jata hai Jiski vajah se a Hamare Sharir ke kuch ango mein Baar Baar pain hone lagta hai.
6.Doston diabetes ka sabse last Lakshan ye h  Agar aapko baar baar  dhundhla pan  kya FIR Aankhon Ke Samne Kuchh saaf n Dikhai De  Ya FIR agar aap jo bhi Chashma pehnate Hain Agar usko pahnane ke bad bhi aapko Kuchh Bhi Dikhai Nahin De to ye bhi diabetes symptoms Mein Aata Hai.
Dosto Agar Mere btaye gaye Kisi bhi lakshan mein se aapko koi bhi Lakshan Dikhai de raha hai to iska matlab yah Nahin Ki aapko bhi diabetes ki samasyai hai yah Sabhi to bus diabetes symptoms hai yani ki agar aapko yah Lakshan Dikhai Dete Hain To aapko diabetes ki samasya ho sakti hai naa Ki Hai  isliye Agar aapko inmein se koi bhi Lakshan Dikhai deta hai to aap doctor se iski jaanch kara le dhanyvad.
 
Thank You

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now
0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x