Jyadatar sadkon ke kinare bikane wala watermelon jismein Vo Sabhi poshak tatva jinki Hamare Sharir ko jarurat hoti hai vah Sabhi watermelon Mein Paye Jaate Hain. Khaskar North India mein main Jahan per ke Garmi sabse Adhik padhati hai vahan per watermelon sabse Adhik faydemand sabit Hota Hai Kyunki ismein Pani Adhik Matra Mein paya jata hai aur Garmi Mein Hamare Sharir ke andar jitne bhi Rog Hote Hain UN Sabke banne ka Karan Ek Hi Hota Hai vah hai Hamare Sharir Mein Pani Ki Kami hona.
Benefits of watermelon
Garmi ke time per watermelon Hamare Sharir ko Sheetal Ta aur Urja pradan karta hai. Watermelon mein Adhik Matra mein Pani Pi Jaane Ki vajah se yah Hamare Sharir ko dehydration aur Pani Ki Kami se hone wale Rog se bhi bachne Mein Hamari madad karta hai aur sath hi yah Hamare vajan ghatane mein bhi madad karta hai yadi Garmi Ke Mausam Mein niyamit Roop se watermelon ka Sevan kiya jaaye to ise motapa bhi kam Hota Hai Kyunki ismein Paye Jane Wale poshak tatva Hamare Sharir ko Urja pradan Karte Hain aur sath Hi Jin vitamins ki Hamen jarurat hoti hai ya FIR Jin poshak tatvon ki Hamen avashyakta hoti hai vah Sabhi Hamen yah pradan karta hai.
Doston agar aap vajan kam karna chahte hain ya fir motape se pareshan hai to aapko watermelon ka Sevan karna chahie Kyunki ismein fibre aur Pani Ki Matra Adhik Pai Jaati Hai jo ki Hamare Sharir se fat ko kam karta hai aur fat kam hone ki vajah se Hamara motapa bhi kam Hota jata hai yani Ki Ghata jata hai. Ismein fibre Adhik hone k Karan pet Adhik der tak bhara rahata hai jisse ki Hamen Bhookh kam Lagti Hai aur daily iska Sevan karne se Hamare Sharir se motapa Gayab hone lagta hai.
Doston watermelon Mein fat aur cholesterol ki Matra bilkul Bhi Nahin Hoti Hai Iske Sevan se aapko Poshak tatva Milte Hain Jo ki Hamare Sharir ke liye labhdayak Hote Hain aur sath hi yah Hamare vajan ghatane main bhi madad karta hai isliye watermelon ko garmiyon Ka sabse Achcha fal Mana jata hai 100 gram watermalon mai 30 calory hoti h jo ki Anya fal aur dry fruit main mojud calori se bahut kam hoti hai.
Doston Jaise hi Garmi Shuru hoti hai vaise hi Hamen Pyas Lagna Adhik Ho Jaate Hain iske liye sabse Achcha ramban hai hi Meetha aur Rasila watermelon jismein ki Pani Aur Poshak tatva ki Matra Adhik Pai Jaati Hai jo ki Hamare Sharir ke liye bahut jyada faydemand Hote Hain aur vaise bhi garmiyon Mein Hamen Keval unhen poshak tatva se Jude falo ka Sevan karna chahie Chinmay Ki Pani Ki Matra Adhik Ho aur unke Sath hi watermelon main minerals aur vitamins bhi Adhik Matra Mein hote hain jabki Hamari sehat ke liye bahut jyada faydemand Hote Hain.
Watermelon Mein Paye Jaane wala 92 percent Pani Hamen dehydration se bacha Ta hai Kyunki Garmi ke Samay mein Pasina Adhik Aane Ki vajah se Hamare Sharir Mein Pani Ki Kami Ho Jaati Hai Aur Hamen Samay Samay per pani ka Sevan karna padta hai agar ham Sahi time per pani ka Sevan Nahin Karenge to hamare Sharir ko dehydration yani ki Pani Ki Kami se hone wale Rog Ho Jaenge Jo Kisi Ke Liye bahut hi jyada Adhikar Karte Hain To ine Sabhi Se Achcha yahi hai ki Ham watermelon ka Sevan Karen jismein ki fibre aur minerals ke sath sath Pani Ki Bhi purti ho sake aur Hamen aur Garmi Mein Hamare Sharir ko Kisi Prakar ki Koi samasya Na Ho
Watermelon Mein maujud setroline tatva Hamare Sharir se Charbi ko kam karne a Mein Adhik Karigar sabit Hote Hain Jiski vajah Se Hamare Sharir se motapa khatm Hone lagta hai aur na hi Hamare Sharir per adhik charbi badhti h aur Hamara Sharir ekadam Fit rahata hai.
Watermelon mein maujud poshak tatva Dil Aur haddiyon Ke Liye bahut jyada faydemand Hote Hain. Watermelon Rakt Sanchar ko theek karta hai Jise ki dil se sambandhit Rog Nahin Hote Hain to Jitna ho sake Hamen garmiyon mein watermelon ka Sevan karna chahie Taki Hamare Sharir ko dehydration ka problem Na Ho Aur na hi Kuchh Poshak tatva ki Kami Ho Jo ki Hamare Sharir ke liye labhdayak Hote Hain.