Benefits of apple || Health benefits of Apple

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

Doston aaj ki post Mein ham baat karenge benefits of apple yani ki Apple se hone wale fayde ke bare mein. Apple Ek Aisa fruit hai hai Jisko Sabhi Log Kehte Hain aur Iske test ko Pasand Bhi Karte Hain lekin kya aap Jante Hain Ki Apple ko khane ke bad Hamen kya kya fayde Hote Hain aur yah Hamare Sharir ko kaun kaun se vitamins pradan karta hai To doston aaj ki post Mein Ham yahi sab chijon ke bare mein janenge.

Benefits of apple

 
Apple Jise wonder fruit kha jata hai yah Hamare Sharir ko tandurust rakhne Mein madad karta hai Apple nutritions ka Bhandar hai ise khane se bahut se bimariyon se Bachao bhi Hota Hai aur Apple ka Sevan karne se Bahut Si bimariyan Hone se aadmi bache bhi jata hai Apple Mein Do Prakar ke fiber Paye Jaate Hain Jo Hamare Sharir ko Swasth rakhne Mein madad Karte Hain. Apple ko Hamesha chhilke ke sath hi khana chahiye Kyunki Iske chhilke Mein Hi bahut se postik Tatv Hote Hain Jo Hamare Sharir se vishale padarthon ko Bahar nikaalte Hain lekin chhilke ke sath Apple khate Waqt ek baat Ka Dhyan Jarur rakhen Ki Apple ko saaf Pani Mein Main dhokar Jarur khayen.
 
Breakfast mein bhi Apple bahut jyada faydemand sabit Hota Hai yadi aapko Bhookh Lagti Hai To to aap ek Apple ka Sevan kar sakte hain isase aapko energy Milegi aur sath hi aapke Sharir Kaun nutritions bhi Milenge agar aap ek samose ki jagah hai ek Apple kha lete ho to ise aapke Sharir ko 95 calories milati Hain To Jara Socho yadi aap samose ki jagah hai rojana Ek Apple ka Sevan Karenge to isase aapke Sharir ko Kitna Jyada fayda hoga.
 
Apple cancer Jaise Rog Se Hamare Sharir ka bachav karta hai aur Lang cancer ke Khatre ko kam karne mein ya fruit bahut jyada faydemand sabit Hota Hai Apple ke chilke Mein Kuch Aise compound Hote Hain Jo ki cancer Rog ki kshamta ko kam kar dete Hain. Ek research Mein Paya gaya hai ki agar mother pregnancy ke dauran 4 5 Apple 1 week mein kha Leti Hai to use se hone wale bacche ka asthma aur aur Anya bimariyon se nijat milane a ki Sambhavna Jyada rahte hain ye heart ki health k liye bhi bhut badhiya h ismein Dil sambandhi bimariyon Se bachne Ke Gunn h. Apple ka Sevan Hamare Sharir Mein sugar level ko kam karta hai isliye Jin Logon Ko sugar Ki Bimari hai ya FIR diabetes hai Un Logon Ko Apple ka svan Jarur karna chahiye.
 
Dental ke hisab se bhi Apple bahut jyada faydemand Hota Hai Kyunki Apple ko kaatne aur chabane se yah Hamare Danton ko Kuchh Poshak tatva pradan karta hai isase Hamare Sharir mein Main Kuchh Vishesh liye pradan bante Hain Jo Hamare Munh mein upsthit bacteria ko khatm kar dete Hain. Apple ko chabane Se Hamare Danton per Lage Daag bhi saaf Ho Jaate Hain aur Hamare dant majbut aur chamakdar bante Hain aur agar aap Bar Bar toilet jakar Pareshan ho gaye hain ya FIR peat saaf Nahin rahata Hai Tu Apple aapki donon samasyaon ko HAL kar sakta hai Kyunki agar aap rojana Apple ka Sevan Karenge to aapke pit mein Jo Bhi e harmful vitamins vagaira bante Hain vah isase kam ho Jaate Hain esliye Jin Logon Ko yah sab samasyaen hoti hain unko Apple ka Sevan karna chahie Kyunki isase Apple bahut Sare benefit pradan karta hai jo ki human body ke liye Ye bahut jyada faydemand sabit Hota Hai. Apple ka rojana Sevan karne se yah Hamare Sharir Mein cholesterol ki Matra ko kam kar deta hai jisse ki Hamare Sharir Ko Koi Bhi gastic sambandhi samasya Nahin Hoti Hai aur Hamari health achi rahte hain.
 
Apple Mein Paye jaane wale vitamins C ki Matra Hamari body ke immune system ko strong rakhti hai aur Hamare body ko jams aur bacteria se bachne mein bhi madad karti hai iske sath sath Apple ke healthy nutrition Hamare Sharir ki haddiyon ko majbut banate hain Tu Jitna ho sake Din Mein Ek Apple Jarur kiye aur apne aapko bimariyon Se Dur rakhiye. Apple ka fibre content se hone wale Dard aur takleef mein bhi Rahat deta hai Apple fruits mein se ek hai jo Hamare Sharir ki sundarta ko badhate Hain Apple Vitamin C or copper ka Achcha source h Apple Mein Pani Ki Matra Kafi hoti hai hai jisse Hamare skin Mein Nami Bani Rehte Hain Apple ka 1 slice Katkar apni skin per tab tak lagaen jab tak ki wo dry na ho jaaye Aisa Roj Karne Se Chehre Ki Rangat saaf Hogi aur use per Chamak bhi Aaegi Chehre Se extra oil bhi nikal jaega aur yah Jo Hamare Sharir ko ultra-violet kirno se bhi bataega rojana Apple ko khane aur Chehre par Lagane se a Hamare Sharir Mein Chamak aati hai aur Hamari skin bhi Sundar Bani rahti hai.
 
Apple hair growth ke liye bhi achcha fruit hai ismein Paye Jane Wale nutrition aur biotin hair growth karne mein bahut jyada madad Karte Hain Jin logon ka hair fall Jyada Hota Hai Un Logon Ko doctor Salah deta hai ki vah nutrition aur biotin apni diet Mein Jarur Shamil Karen aur Apple Mein yah donon chijen bharpur Matra Mein hoti hain isliye Jin vyaktiyon ko hair fall Ki samasya Hai Un Logon Ko Apple ka Sevan Jarur karna chahiye Taki unke Bal ganne ho aur unhen majbooti mile.
 
Thank You

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

No votes so far! Be the first to rate this post.

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now
0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x