Dosto Aaj hum jaanege surya namaskar
ke bare mein or Surya Namaskar benefits ke bare mein Ki agar Ham Surya Namaskar rojana karte
hain to hamare Sharir ko Surya Namaskar karne se kya kya benefits Honge yah sab baten ham aaj ki
post mein janenge.
surya namaskar Ek Aisi exercise hai Jo aapke Sharir ke 10 bimariyon ko Dur kar deti hai.
Wo kaun kaun si 10 bimariyan hai joki Surya Namaskar Karne Se Dur Ho Jaati Hain ye Sab chijen
Ham aaj ki post mein janenge.Sabse pahle ham aapko batate Hain Ki surya namaskar Kya Hota Hai
surya namaskar Ek Aisa yoga hota hai jisse aap kabhi bhi Kahin Bhi kar sakte hain Esse Hindu
Muslim sikh koi bhi kar sakta hai Kyunki sabhi ko ek Tarah Ki hi Bimari hoti hai Chahe vah Hindu ho
ya fir Muslim. sabhi ki sharirik samasyaen Bhi Ek Jaisi hi hoti hai Isliye ise Lekar Kisi bhi Prakar ke
Bharam Mein Rahane ki jarurat Nahin Hai ye sirf ek Prakar ka vyayam hai ya fir Ek Prakar ka yoga
hai.
surya namaskar ke Ek Chakkar main aap 12 Prakar ki exercise kar lete hain Ek Surya Namaskar mein 12 Chakkar
Hote Hain Jisse Puri body ki exercise Ho Jaati Hai Surya Namaskar Hi Ek aisa yogabhyas hai jisse
Puri body straight Ho Jaati Hai Jaisa ki aap photo Mein dekh sakte hain To aaiye Surya Namaskar
se hone wale benefits ke bare mein Jaane.

benefits of surya namaskar
Agar aap surya namaskar Karte Hain To aap ki reed ki kamar aur Sharir ka dard Choomantar ho jaega Kyunki Kamar aur reed
ki acchi stretching Ho Jaati Hai Har roj Surya Namaskar karne se dheere dheere aapke Sharir ka dard
Chala Jata Hai aur avishvasniya Parivartan dekhne ko Milte Hain Jisse aap mahsus karte hain.

Agar Ham dusri Baat Karen yadi aap ka pachan tantra sahi se kam nahin karta hai aur aapko bahut
dino se iski pareshani hai or aap doctor Ko Dikha dikha kar Pareshan Ho chuke hain To aapko surya namaskar Ka Sahara Lena chayie Isase aapko avishvasniya Parivartan milega aur aapka pachan
Tantra Bhi majbut Hoga jiske liye aapko Ek rupya bhi kharch karne ki avashyakta nahin hai sirf Surya
Namaskar ke ek Chakkar Mein Dedh minute Lagane Honge.

Agar hum Surya Namaskar ke Teesre benefits ke bare mein Jaane to Ismein piles Jaisi Bimari Jisse bawaseer Bhi Kahte Hain
isse Mukti mil Jaati Hai Iske liye Chahe aap ko Kaisa bhi bavasir ho aur Chahe Kitna bhi purana
Chahe aapko Kaisa bhi bavasir ho aur Chahe Kitna bhi purana to bavasir ho to usmein aapko
Surya Namaskar karne se ye Bimari jad se khatm Ho Jaati Hai jisse Ki doctor bhi khatm nahin kar
paate Hain.

Agar Surya Namaskar ke 4th benefits ke bare mein baat Karen To agar aap aap rojana Surya
Namaskar Karte Hain To aapki memory ki kshamta bhi badh Jaati Hai yani ki aapki yad karne ki
memory Adhik Ho Jaati Hai Aur aapka dimag bhi santulit Hota Hai Surya Namaskar karne se
vyakti ko tajgi ka Ehsas Hota Hai ye Aapko karne ke baad mahsus hone lagega.

Surya Namaskar se hone wale paanchvi fayde ke bare mein baat Karen ya fir Surya Namaskar
ke paanch ve benefits Ki Baat karen to Isase BP aur sugar bhi control mein rahata hai or Heart
Attack ka Khatra kam ho jata hai Kyunki Nimit tarike se Sharir Mein Rakt ka Sanchar Hota rahata
Hai Aur Puri body straight hone ki vajah se pure Sharir Mein Rakt ka Sanchar Hota rahata Hai
jiski vajah se Heart Attack ka Khatra kam Hota Hai.

Â
Agar hum Surya Namaskar ke 6th benefits ke bare mein baat karen to yah aapke Sharir ko majboot banata hai Aapke haath,
Paro, reed ki kamar Main jaan dalta Hai jisse ki stamina badhta hai or Aapki Rog pratirodhak taakt
badati hai aur aapke daily kaam karne ki kshamta bhi increase hoti hai.

Agar Ham surya namaskar ke satven benefits ke bare mein baat karen to esse sabse bada fayda ye hota hai ki Motapa Nahin
badhta Hai Roj aapki calory burn hoti hai aur maaspeshiyon Mein khichav Hota Hai aur pachan
Tantra majboot Hota Hai Jiski vajah se bhojan per jata hai aur motapa Nahin Hota hai. Jo log Mote
hain ya fir vajan adhik Hai to unke motape Mein Kami Aur vajan Bhi kam Hota Hai.

Agar ham Surya Namaskar ke 8 ve fayde ke bare mein baat karen to Jo log Jhuk kar Chalte Hain
ya fir Jinke Sharir Mein Dard rehta hai unhe Surya Namaskar karna chahiye Kyunki isase unke
andar dheere dheere gajab Ka sudhar aata Hai Jo log jhuk kar Chalte Hain vo Straight ho Jaate
Hain Jiska Praman Google mein bhi maujud hai.

Surya Namaskar ke Agar ham 9ve benefits ke bare mein baat karen to Haddiyan majbut hoti hain
Khoob Vitamin D Milta Hai Kyunki jab Aap yah exercise Karte Hain To Uske bad Sharir ki Vitamin C
ki abjorb karne ki matra Adhik badh Jaati Hai Aur haddiyon Ko majbut milati Hai.

Ab Agar Aakhri aur sabse Bade fayde Ki Baat karen to Ladies Ko Dekha Jata Hai Ki Kai Prakar ke
sharirik samasyaon se Hokar Gujarna padta hai lekin Jo mahilayen Surya Namaskar Karti Hain unke
liye ye surya namaskar
Koi Vardan Se Kam Nahin Hai Isase tavcha ko oxygen Milta Hai Jisse koshikaye martii Nahin Hain
Aur aap Sundar dikhte Hain aur mahilaon ke Tamam trah ke internal samasyaen Dur Ho Jaati Hai
to Doston yah 10 Bade fayde Hain Surya Namaskar ke Usko Ek Chakkar Mein karne mein lagbhag
Dedh minute ka samay lagta hai jiske liye koi bhi Paisa kharch karna Nahin Hota Hai Isko Sabhi
Logon Ko karna chahie khaskar 2 Logon Ko Jarur karna chahie Ek Vah Jo bimariyon Se Dur Rahana
chahte hain aur 2 vah Jinko doctor Pasand Nahin Hai Isko dimag mein rakhkar kisi bhi Prakar ka
bharam paalne ki jarurat Nahin Hai Kyunki yah Kisi bhi Prakar ke Dharm Se Juda Hua Nahin Hai
ise Hindu Muslim koi bhi vyakti kar sakta hai to dhanyvad doston aapka is post ko padhne ke liye.

Thank You