Benefits of Tulsi || Health Benefits of Tulsi (Indian Holy Basil)

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

Doston Hamare Desh Mein Tulsi ko bahut hi Pavitra paudha Mana jata hai. Har Ghar Mein Tulsi Pai Jaati hai aur Devi ki tarah iski Puja ki Jaati h Dharmik mahatva ke sath sath Swasthya ki taraf se bhi Tulsi ka bahut bada mahatva hai Ayurved Mein Kai Yugo Yugo se Tulsi ka upyog osthi Banane mein Main Kiya jata hai. Tulsi mein bahut sari antioxidant properties hoti hai aur Tulsi Hamare Sharir ke liye ek antibiotic ka kam Karte Hain to aaiae Jante Hain Tulsi Ke Kuchh fayde aur Tulsi Ke Kuchh mahatva purn chijon ke bare mein

Benefits of Tulsi

Agar aapko loose motion ho gaye hain aur ya fir aap dast se pareshan hai to Tulsi ki Kuchh pattiyon ko peace kar usmein jeera powder aur Shahad milaiye iska Sevan kijiye isase aapko loose motion mein bahut jyada Aaram milega Iske alava ulti hone per Tulsi Ke Ras mein Adrak Ka ras milakar lene se aaram milta h. Tulsi cancer Jaisi bhyank bimariyon ko Dur karne mein bhi labhdayak hai Tulsi ki patti Roj chabane se cancer cells ka Nirman Hamari body Mein Nahin Hota Hai. Agar aapko Bukhar ho gaya hai Chahe vah Malaria ka ho ya FIR Koi infection tulsi usse kam krne mai bhi laabhdaayak h. Bukhar hone per Tulsi Ke kaade ka upyog kijiye. kaada bannane ka tarika kuch esparkar h Aadha litre Pani Lijiye usmein Kuchh Tulsi Ke pati aur ilayachi dalkar usse tab tak Ubaliye jab tak ki vah addha na Ho Jaaye. Ab gunguna hone par esse bukhar k marij ko dijiye ise Bukhar jaldi hi Utar jaega.

Agar aap asthma Ki Bimari se pareshan hai to Tulsi ki pattiyon ko Kale Namak ke sath saath Khaye aur acche se Chabaiye isase Achcha se Judi sari bimariyan Kuchh hi Dino mein Main theek ho jaenge. Diabetes ke rogiyon ke liye to Tulsi Kisi ramban Se Kam Nahin Hai diabetes blood sugar ko kam karti hai jisse diabetes control Mein rahti hai agar aap ko khansi jukam ho gya Hai To Tulsi usmein bhi faydemand hai Tulsi ki pattiyon ko Adrak ke sath Chaba Lijiye 2-3 din mai khansi jukam Choomantar ho jaega. Kisi bhi Karan se hone wale sir Ke Dard ko bhi Tulsi ki pattiyan theek karti h Tulsi Mein Dard mitane ke tatva Hote Jise khane se bahut had Tak aapko Sabhi Prakar Ke Dard Mein Rahat milati hai. Doston Tulsi ko anti stress agent bhi Kaha jata hai ye Hamare Sharir mein Khoon Ka Sanchar acche se karti hai agar aap bhi stress ful condition se Gujar rahe hain to 10-12 pattiya Tulsi ki Din Mein 2 Bar Khaiye isase Tanav Kafi had Tak kam ho jaega.

Gathiya baav Dur karne ke liye Tulsi ki Jad,tulsi k ptte or usko manjri ko barabar maatra mai lekar peesh lejiye or phir gud ke saath milakar uska sevan kijiye gathiya se judi samasyaen Dur Ho Jaenge. Aankhon Ki Har samasya ko Dur karne ke liye Tulsi labhdayak hai rojana Shyama Tulsi Ark Ke Do Boond ko Aankhon Mein daliye isase aapki Aankhen Hamesha chamakdar rahenge Agar aapko Kan ki koi samasya hai Jaise Kan Bara hai,dard ho rha h ya phir aapko kam sunaai de rha h to tulsi k rash mai kapor mila lijiye aur usko Halka Garam Karke Kan Mein Dal dijiye isase Kan ke sabhi samasyaon mein aapko Mukti mil Jayegi. Iske alava kidney mein Pathri hone per Tulsi Ke dwara use samasya mein bhi chutkara Paya Ja sakta hai kidney Mein Pathri khoon mein mukhya Roop se uric acid badhane Se Hoti Hai Tulsi is uric acid ko kam karne mein labhdayak hai.

Iske alava agar aap smoking karte hain ya FIR use chhodana Chahte Hain lekin Chhod Nahin Pa rahe hain to usme bhi tulsi laabhdayk h Jab Bhi aap ke man mein cigaret ki ichcha Jage tabhi aap Tulsi Ke Kuchh pattiyan Lekar chaba Lijiye isase Kuchh hi Samay Mein Aapki ichcha gayab ho jaenge. Tulsi Hamare Sharir ki immunity system ko bhi bahut had Tak majbut kar dete Hain jisse Sardi khansi jukam viral ye sab Hamare Sharir per Apna Asar dikha hi nahin paate hain. Chaai mai tulsi daal kar pena thand or Barsaat ke Dinon mein bahut hi faydemand hota hai Tulsi khane se Khoon saaf Hota Hai hai jisse aapki skin Nikalti Hai Aur glow karti hai Agar aapko pimples Ki pareshani Hai To Tulsi ka paste Apne Chehre per lagaiye ya FIR Tulsi ki Kuchh patiyan Roj chabaiye isase aapke pimples Dur Ho jaenge. Doston Agar aapko yah post acchi lagi ho to ise aap apne family member doston ke sath share Jarur Karen.

Thank You

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

No votes so far! Be the first to rate this post.

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now
0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x